Thursday, 25 October 2012

Romantic Shayri



"Simat na saka kabhi zindagi ka failaw,
  Kabhi bhi khatm gam-e-aashiqui nahi hota!
nikal hi aati hai koi na koi gunzaish,
   Kisi  ka  pyar  kabhi   aakhiri   nahi   hota !!


----------


Uski Bewafaai par bhi fida hoti hai jaan hamari !
Khuda jaane, agar usme wafaa hoti to kya hota...!!

---------

Kah ke ye usne munh pher liya mere afsane se !
Faydaa roz kahi baat ke dohraane se !!

---------


No comments:

Post a Comment